रेशम का रूमाल (Resham Ka Roomal)
Re dilbar mere main toh thi anjaani
Main ho gayi deewani re, teri nazron ki
Meri nathani haale haale dole
Mera bichhua cham cham bole (x2)
Re meri laal chunariyaan sarak sarakti jaaye
Dildar mere main, Dilli ka surma laga ke
Kab se khadi hoon darwaje pe
Oh resham ka…
Re dilbar mere main toh thi anjaani
Main ho gayi deewani re, teri nazron ki
Ho resham ka…
Ho malmal ka kurta badan pe daal ke
Tu aa ja na dildar mere
Main Banaras ka beeda chabaa ke
Kab se khadi hoon darwaje pe
Ho malmal ka
Mera jhumka kuch kuch bole
Aag lagi hai bhadke shole (x2)
Meri nagin jaisi lat jawanwa ko das das jaaye
Dildar mere main, Dilli ka surma laga ke
Kab se khadi hoon darwaje pe
Resham ka…
Re dilbar mere main toh thi anjaani
Main ho gayi deewani re, teri nazron ki
Ho mogare ka gajra baandh ke
Aa jaana dildar mere
Main chameli ki ek daal banke
Jhoom rahi darwaje pe
Ho resham ka…
Resham ka roomal gale mein daal ke
Tu aaja na dildar mere
Main Dilli ka surma laga ke
Kab se khadi hoon darwaje pe (x2)