Manbhawvan mousam mahak raha ye Mangal bela aayi hai
Guruvar ki charan Sharan pakar murjhi bagiya viksayi hai
He sarswati sakshat Mahasativsr
hum Vandan karte hai
Singapur ke shrawak shradha se
jhuk Abhinandan karte hai
He mrudubhashi Mamata ki Murat Tav sannidhi Shukh dayi hai
He shakti ki sanvahini
humoko bhi aisa vardan mile
Gyan Rashmiya aisi do
jeevan me ujale deep jale
Darshan se shobhagy jaga
Nutan urjaye payi hai